Friday, December 30, 2016

Surah Maun: 107


⭐JO QAYAMATH KAY DIN KA INKAAR KARTA HAI AUR YATEEM AUR FAQEEROU KI MADAD NAHI KARTA:


1. kya tumne us shaqhs ko nahi dekha Jo Roz-e-Jaza ka Inkaar kartay hai.

1. اَرَءَیۡتَ الَّذِیۡ یُکَذِّبُ بِالدِّیۡنِ ؕ

1. Have you seen the one who denies the Recompense?

...............................................

2. Toh ye wohi hai Jo yateem ko dhoke detay hai.

2. فَذٰلِکَ الَّذِیۡ یَدُعُّ الۡیَتِیۡمَ ۙ

2. For that is the one who drives away the orphan

..............................................

3. Aur Faqeerou ko khana khilanay ki targeeb nahi deta.

3. وَ لَا یَحُضُّ عَلٰی طَعَامِ الۡمِسۡکِیۡنِ

3. And does not encourage the feeding of the poor.



⭐NAMAAZIYOU KI KHARABI HAI TOH JO DIKHAWAY KAY LIYE NAMAAZ PADHTAY HAI:


4. Toh Aisay Naamziyou kay liye kharabi hai.

4. فَوَیۡلٌ لِّلۡمُصَلِّیۡنَ ۙ

4. So woe to those who pray

.............................................

5. Toh Apni Namaaz ki tarf se gafil rahetay hai.

5. الَّذِیۡنَ ہُمۡ عَنۡ صَلَاتِہِمۡ سَاہُوۡنَ ۙ

5. [But] who are heedless of their prayer -

..............................................

6. Aur Aisay hai kay logou ko dikhaway kay liye Namaaz padhtay hai.

6. الَّذِیۡنَ ہُمۡ یُرَآءُوۡنَ ۙ

6. Those who make show [of their deeds]

.............................................

7. Aur roz Marra kay Istemal ki Cheezien mangne per bhi nahi detay (Yani Aariz tour per).

7. وَ یَمۡنَعُوۡنَ الۡمَاعُوۡنَ

7. And withhold [simple] assistance.







⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐

No comments:

Post a Comment

QURANIC DUAS : 02

 PART: 02 DUA : 55 [SURAH ALE IMRAAN: 03] :loudspeaker: 09 : رَبَّنَآ إِنَّكَ جَامِعُ ٱلنَّاسِ لِيَوْمٍ لَّا رَيْبَ فِيهِ ۚ إِنَّ ٱللَّهَ ...