05. Balke (Ajeeb baath ye hai) kay wo haq ko jhutlatay hai jabh wo unkay paas ata hai, so ye ek uljhi huwi baath me padhay rahay hai.
بَلۡ کَذَّبُوۡا بِالۡحَقِّ لَمَّا جَآءَہُمۡ فَہُمۡ فِیۡۤ اَمۡرٍ مَّرِیۡجٍ ﴿۵﴾
05. But they denied the truth when it came to them, so they are in a confused condition.

16. Aur humne insaan ko paida kiya aur hum jantay hai wo khayalath jo iskay Dil me guzartay hai, aur hum uski Rag -e- Jaan se ussey bhi ziyada khareeb hai.
وَ لَقَدۡ خَلَقۡنَا الۡاِنۡسَانَ وَ نَعۡلَمُ مَا تُوَسۡوِسُ بِہٖ نَفۡسُہٗ ۚ ۖ وَ نَحۡنُ اَقۡرَبُ اِلَیۡہِ مِنۡ حَبۡلِ الۡوَرِیۡدِ ﴿۱۶﴾
16. And We have already created man and know what his soul whispers to him, and We are closer to him than [his] jugular vein
HAR INSAAN KE DAEY AUR BAEY DO FARISHTE BAITHE HAI JO SAB KUCH LIKH RAHEIN HAI :
17. Jabh wo koi kaam karta hai to do likhne walay jo daey aur baey baithay hai likhletay hai.
اِذۡ یَتَلَقَّی الۡمُتَلَقِّیٰنِ عَنِ الۡیَمِیۡنِ وَ عَنِ الشِّمَالِ قَعِیۡدٌ ﴿۱۷﴾
17. When the two receivers receive, seated on the right and on the left.
................................................................
18. Koi baath uski zubaan per nahi ati magar ek nigheban uskay pass tayar rehta hai.
مَا یَلۡفِظُ مِنۡ قَوۡلٍ اِلَّا لَدَیۡہِ رَقِیۡبٌ عَتِیۡدٌ ﴿۱۸﴾
18. Man does not utter any word except that with him is an observer prepared [to record].
MOUT KI BEHOSHI HAQIQATH KHOLNAY KO TAARI HOGAE :
19. Aur mout ki behoshi haqiqath kholnay ko taari hogae, Ae insaan yehi wo halath hai jissey tu bidakta tha.
وَ جَآءَتۡ سَکۡرَۃُ الۡمَوۡتِ بِالۡحَقِّ ؕ ذٰلِکَ مَا کُنۡتَ مِنۡہُ تَحِیۡدُ ﴿۱۹﴾
19. And the intoxication of death will bring the truth; that is what you were trying to avoid.
...............................................................
20. Aur sur phunka jaega, ye (Azab ki) waeed ka din hai.
وَ نُفِخَ فِی الصُّوۡرِ ؕ ذٰلِکَ یَوۡمُ الۡوَعِیۡدِ ﴿۲۰﴾
20. And the Horn will be blown. That is the Day of [carrying out] the threat.
QAYAMATH KE DIN HAR SHAQHS KE SAATH EK LANAY WALA AUR EK GAWAAH HOGA :
21. Aur har shaqhs is tarha se aega kay uskay saath ek lanay wala hoga aur ek Gawaah.
وَ جَآءَتۡ کُلُّ نَفۡسٍ مَّعَہَا سَآئِقٌ وَّ شَہِیۡدٌ ﴿۲۱﴾
21. And every soul will come, with it a driver and a witness.
.................................................................
22. Tu is din se gafil tha abh humne tujh per se tera parda utha diya hai, toh aj teri nigaah tez hai.
لَقَدۡ کُنۡتَ فِیۡ غَفۡلَۃٍ مِّنۡ ہٰذَا فَکَشَفۡنَا عَنۡکَ غِطَآءَکَ فَبَصَرُکَ الۡیَوۡمَ حَدِیۡدٌ ﴿۲۲﴾
22. [It will be said], "You were certainly in unmindfulness of this, and We have removed from you your cover, so your sight, this Day, is sharp."
................................................................
23. Aur iska hum nashieen (farishtay) kahega, ye Amal nama meray paas tayar hai.
وَ قَالَ قَرِیۡنُہٗ ہٰذَا مَا لَدَیَّ عَتِیۡدٌ ﴿ؕ۲۳﴾
23. And his companion, [the angel], will say, "This [record] is what is with me, prepared."
GUNAAHGAROU KO DOZQA ME DALDIYA JAEGA :
24. Har sarkash nashukray ko dozaq me daldo.
اَلۡقِیَا فِیۡ جَہَنَّمَ کُلَّ کَفَّارٍ عَنِیۡدٍ ﴿ۙ۲۴﴾
24. [ Allah will say], "Throw into Hell every obstinate disbeliever,
................................................................
25. Jo maal me baqal karnay wala tha, had se badhne wala, shuba nikalnay wala tha.
مَّنَّاعٍ لِّلۡخَیۡرِ مُعۡتَدٍ مُّرِیۡبِۣ ﴿ۙ۲۵﴾
25. Preventer of good, aggressor, and doubter,

26. Jisne Allah kay saath dosray mabood bana rakhay the, toh aise shaqhs ko saqth azab me daldo.
الَّذِیۡ جَعَلَ مَعَ اللّٰہِ اِلٰـہًا اٰخَرَ فَاَلۡقِیٰہُ فِی الۡعَذَابِ الشَّدِیۡدِ ﴿۲۶﴾
26. Who made [as equal] with Allah another deity; then throw him into the severe punishment."
QAYAMATH KE DIN INSAAN KA SAATHI SHAITAAN MUKHAR JAYEGA KE USNE USKO GUMRAAH KIYA :
27. Uska saathi shaitaan kahega, Ae mere Rab! Mai ne isko Gumraah nahi kiya tha balkay ye khud hi rastay se dur bhatka hua tha.
قَالَ قَرِیۡنُہٗ رَبَّنَا مَاۤ اَطۡغَیۡتُہٗ وَ لٰکِنۡ کَانَ فِیۡ ضَلٰلٍۭ بَعِیۡدٍ ﴿۲۷﴾
27. His [devil] companion will say, "Our Lord, I did not make him transgress, but he [himself] was in extreme error."
................................................................
28. Allah farmaega, humaray samne jhagda nahi karo, mai ne toh tumharay paas pehle hi Azab ki khabar bhejdi thi.
قَالَ لَا تَخۡتَصِمُوۡا لَدَیَّ وَ قَدۡ قَدَّمۡتُ اِلَیۡکُمۡ بِالۡوَعِیۡدِ ﴿۲۸﴾
28. [ Allah ] will say, "Do not dispute before Me, while I had already presented to you the warning.
..............................................................
29. Humaray haan baath badla nahi karti, aur me bandou per zulm karnay wala nahi.
مَا یُبَدَّلُ الۡقَوۡلُ لَدَیَّ وَ مَاۤ اَنَا بِظَلَّامٍ لِّلۡعَبِیۡدِ ﴿٪۲۹﴾
29. The word will not be changed with Me, and never will I be unjust to the servants."
DOZAQ KO GUNAAHGAROU SE BHAR DIYA JAYEGA TAB BHI WO AUR MANGAY GI :
30. Jis Roz hum Dozaq se kahingay, kya tu bhargae hai, wo kahegi kuch aur bhi hai?
یَوۡمَ نَقُوۡلُ لِجَہَنَّمَ ہَلِ امۡتَلَاۡتِ وَ تَقُوۡلُ ہَلۡ مِنۡ مَّزِیۡدٍ ﴿۳۰﴾
30. On the Day We will say to Hell, "Have you been filled?" and it will say, "Are there some more,"
BAHESHATH PARHEZGAROU KAY LIYE KHAREEB KARDI JAEGI :
31. Aur Baheshath Parhezgarou kay liye khareeb kardi jaegi mutlaq dur na hogi.
وَ اُزۡلِفَتِ الۡجَنَّۃُ لِلۡمُتَّقِیۡنَ غَیۡرَ بَعِیۡدٍ ﴿۳۱﴾
31. And Paradise will be brought near to the righteous, not far,
...............................................................
32. Ye woh cheez hai jiska tumse wada kiya jata tha kay wo har aisay shaqhs kay liye hai jo ruju honay wala aur hifazath karnay wala ho.
ہٰذَا مَا تُوۡعَدُوۡنَ لِکُلِّ اَوَّابٍ حَفِیۡظٍ ﴿ۚ۳۲﴾
32. [It will be said], "This is what you were promised - for every returner [to Allah ] and keeper [of His covenant]
PARHEZGAROU KO JANNATH MEIN DAQIL KIYA JAYEGA :
33. Jo shaqhs Allah se bin dekhay darta raha, aur ruju honay wala dil lekar aya.
مَنۡ خَشِیَ الرَّحۡمٰنَ بِالۡغَیۡبِ وَ جَآءَ بِقَلۡبٍ مُّنِیۡبِۣ ﴿ۙ۳۳﴾
33. Who feared the Most Merciful unseen and came with a heart returning [in repentance].
...............................................................
34. Kaha jaega kay isme salamati se daqil hojou, ye humesha rahenay ka Din hai.
ادۡخُلُوۡہَا بِسَلٰمٍ ؕ ذٰلِکَ یَوۡمُ الۡخُلُوۡدِ ﴿۳۴﴾
34. Enter it in peace. This is the Day of Eternity."
JANNATI JO CHAHINGAY WO HAZIR HOJAEGA :
35. Wahan jo chahingay hazir hoga, aur humaray haan aur bhi bohath kuch hai
لَہُمۡ مَّا یَشَآءُوۡنَ فِیۡہَا وَلَدَیۡنَا مَزِیۡدٌ ﴿۳۵﴾
35. They will have whatever they wish therein, and with Us is more.
ALLAH TA'ALA NE ASMAANOU AUR ZAMEEN AUR JO MAQHLUQ UN DONOU ME HAI SUBKO 6 DIN ME PAIDA KIYA :
37. Isme uskay liye nasiyath hai, jo Qalb - e - faheem rakhta ho, ya wo kaan laga deta ho mutawajou hokar.
اِنَّ فِیۡ ذٰلِکَ لَذِکۡرٰی لِمَنۡ کَانَ لَہٗ قَلۡبٌ اَوۡ اَلۡقَی السَّمۡعَ وَ ہُوَ شَہِیۡدٌ ﴿۳۷﴾
37. Indeed in that is a reminder for whoever has a heart or who listens while he is present [in mind].
................................................................
................................................................
38. Aur humne Asmaanou aur Zameen ko aur jo maqhluq un donou me hai subko 6 Din me paida kiya aur humko zara bhi thakan nahi huwi.
وَ لَقَدۡ خَلَقۡنَا السَّمٰوٰتِ وَ الۡاَرۡضَ وَ مَا بَیۡنَہُمَا فِیۡ سِتَّۃِ اَیَّامٍ ٭ۖ وَّ مَا مَسَّنَا مِنۡ لُّغُوۡبٍ ﴿۳۸﴾
38. And We did certainly create the heavens and earth and what is between them in six days, and there touched Us no weariness.
AFTAB KE TULOO AUR GUROOB SE PEHLE APNE RAB KI HUMD KAY SAATH TASBEEH PADHA KARO :
39. Toh (Ae Nabi(ﷺ)) Aap sabar kare isper jo ye bakwas kartay hai, aur Aftab ke Tuloo aur Guroob se pehle Apne Rab ki Humd kay saath tasbeeh padha kare.
39. فَاصۡبِرۡ عَلٰی مَا یَقُوۡلُوۡنَ وَ سَبِّحۡ بِحَمۡدِ رَبِّکَ قَبۡلَ طُلُوۡعِ الشَّمۡسِ وَ قَبۡلَ الۡغُرُوۡبِ ﴿ۚ۳۹﴾
39. So be patient, [O Muhammad], over what they say and exalt [ Allah ] with praise of your Lord before the rising of the sun and before its setting,
.................................................................
40. Aur Raat kay ouqath me bhi Allah ki paaki bayan kiya kare aur Namaazou kay badh bhi.
وَ مِنَ الَّیۡلِ فَسَبِّحۡہُ وَ اَدۡبَارَ السُّجُوۡدِ ﴿۴۰﴾
40. And [in part] of the night exalt Him and after prostration.
QAYAMATH KE ROZ ZAMEEN PHAT JAEGI AUR SAB KO EK JAGAH JAMA KIYA JAEGA :
43. Bilashuba hum hi zinda kartay hai aur hum hi martay hai aur humaray hi paas lout kar ana hai.
43. اِنَّا نَحۡنُ نُحۡیٖ وَ نُمِیۡتُ وَ اِلَیۡنَا الۡمَصِیۡرُ ﴿ۙ۴۳﴾
43. Indeed, it is We who give life and cause death, and to Us is the destination
...............................................
44. Is roz zameen unper se phat jaegi, aur wo sub jald jald nikal padhingay aur jama karna humaray liye asan hai.
44. یَوۡمَ تَشَقَّقُ الۡاَرۡضُ عَنۡہُمۡ سِرَاعًا ؕ ذٰلِکَ حَشۡرٌ عَلَیۡنَا یَسِیۡرٌ ﴿۴۴﴾
44. On the Day the earth breaks away from them [and they emerge] rapidly; that is a gathering easy for Us.
ALLAH SE DARNAY WALOU KE LIYE QURAN - E - PAAK ME NASIYATH:
45. Hum khoob jantay hai jo kuch wo kahete hai, aur Ap unper zabardasti karnay walay nahi hai, toh jo shaqhs humari
waeed se daray usko Aap Quran - e - Paak kay zariye se nasiyath kartay rahiye.
45. نَحۡنُ اَعۡلَمُ بِمَا یَقُوۡلُوۡنَ وَ مَاۤ اَنۡتَ عَلَیۡہِمۡ بِجَبَّارٍ ۟ فَذَکِّرۡ بِالۡقُرۡاٰنِ مَنۡ یَّخَافُ وَعِیۡدِ ﴿٪۴۵﴾
45. We are most knowing of what they say, and you are not over them a tyrant. But remind by the Qur'an whoever fears My threat.
***********************************************************************************